Search this Blog

Loading

Friday, February 10, 2012

What do you do when what is right, feels wrong?

Na teri aane ki khabar hai mujhko, Na teri jaane ki..
Na khabar hai kya ho raha hai teri zindagi mein..
Na saath waqt guzaar paate hain hum,
Na waqt guzaarne ka mauka dete ho tum..

kya main bhura maanun ki tunmare paas waqt nahi mere liye,
Ya is baat ka ki tumko jo waqt milta hai, usme main yaad nahi aata?
Samajhta hoon ye waqt kisi aur ko dena zaroori hai,
Par kya us waqt ka ek hiss apne liye maangna itni bhuri hai?

Dil kehta hai kuch galat ho raha hai,
Dimag kehta hai, yehi sahi ho raha hai,
Dil aur dimag ke is jagde ke beech,
Dil bhi kahin jaanta hai ki dimag hi sahi hai..

No comments:

Post a Comment