Search this Blog

Loading

Sunday, March 10, 2013

kya karun.. main kya karun..

Jo bhi mujhe achche lagen, Unhe main achcha nahi lagta,
Jinhe bhi kahun apni dil ki baat, Unhe wo sachcha nahi lagta...
Pyaar karke kya faida, jab unhe wo pata hi nahi,
Karun to bhi kya karun, Kuch samajh aata hi nahi...