Search this Blog

Loading

Wednesday, June 23, 2010

Har din, har pal...


Har din har pal teri yaad sathathi hai,
Na jaane tu itni yaad kyun aati hai...
Socha tha bhul jaaunga wo chan dinon ki dosti,
Par kaise bhul paaunga zindagi ke sabse hasin dosti...

Kaash tum dekh paate ke kitna akele ho gaya hoon,
Kaash tum samajhte ki kitna tume doondhta hoon,
Jab aaye the mere zindagi mein, to kuch le kar nahi aaye,
Par chodke jab chale, to sari khusiyan chura le gaye...

Ab batak raha hoon zindagi ke raahon mein tanha,
Khoj raha hoon kisi ko jo tumko bhula saken,
Khwahish to yahi hai ki tum laut aaoge abhi,
Par kaise dil ke samjhaun ki ye ho na paayega kabhi...

No comments:

Post a Comment