Koshish to bahut kiya,
Ki usko bhoolun abhi,
Par usne zakham aisa diya,
Koshish to bahut kiya,
Ki usko bhoolun abhi,
Par usne zakham aisa diya,
Usne kiya hai aisa jaadoo,
Ki ho gaya main bekaboo,
Uske aankhone kiya aisa var,
It was my greatest fear,
That she’ll not be near,
That the one who was so dear,
Will no longer be here!
I don’t know how time flew,
And now it has come true,
I wish I could get through,
But I don’t know what to do!
There were things I wanted to say,
But now there is no way,
So all I can do is pray,
Dekh ke teri ye adaa,
Ho gaye hai hum fida,
Dekh ke teri ye adaa,
Ho gaye hai hum fida,
Kahin ho na jaun deewana,
Baite the tumare intazaar mein,
Status ke badalne ki raah mein,
Ki kabhi to online aaoge,
Fights & Battles happening everywhere,
Fear & Hatred hanging in the air,
Nobody out there is really aware,
Here we are, fighting our war,
With no care that we are moving afar,
To save what’s remaining I ask u please,
Agar shayari pasand na hota,
To hum shayar kabhi na hote,
Agar tumari dosti pasand na hota,
Tum jab doobe ho ghum mein,
Tab khayal aate hain mere mann mein,
Kyon aansu hai teri aankhon mein,
Yaad teri bahut aayen,
Aake koop satayen,
Tab dil mein kwahish aajayen,
Tumse har din baat na kar sake,
Tumare paas hum na reh sake,
Par itni dhoori rehte bhi,
Apne dard ko seh sake,
Apne dil ko samjha sake,
Par in aankhon ne sab keh diya,
Sooraj ke bina din nahi,
Taaron ke bina raat nahi,
Agar is duniya mein dosti nahi,
Khushiyan tumari badti rahe,
Ghum tumari gatthi rahe,
Yaad humari satathi rahe,
Jab bhi khayalon mein rehte hain ghoom,
Tab yaad aate ho aksar tum,
Yunhi saath rahe hum,
Pyaar ek dard bhari kahani hai,
Jiski koi shuruvat na koi anth hai,
Par dosti mein sirf khushi hai,
Tumare yaad mein doobe the hum,
Baat na hone ka bahut tha ghum,
Is dard ko karna tha mujhko kam,
Dost bhi kya cheez hai,
Dosti bhi kya rishta hai,
Dost bhi kya cheez hai,
Dosti bhi kya rishta hai,
Jab wo udhas rehti hai,
Dil mein thi jo chahat,
Wo hoton pe na la sake,
Dost to hain bahut,
Par tumko hum na bhool sake.