Dil ko keh paye ki dard ko chupao,
Par aankho ko na samja paye ki aansu mat bahao,
Logon ke beech khud ko tanhai mein paate ho,
Par jab mein saath hoon to khudko akele kaise keh laate ho?
Dil ko keh paye ki dard ko chupao,
Par aankho ko na samja paye ki aansu mat bahao,
Logon ke beech khud ko tanhai mein paate ho,
Par jab mein saath hoon to khudko akele kaise keh laate ho?
Dil ki baat dil mein hi reh gaye,
Hoton ki baat hoton mein hi dab gaye,
Par hum dost hein tumare,
Isharon se hi sab samaj gaye.
Chaand sooraj se rooth gaya,
Zameen aasmaan mein takrar ho gayi,
Lehren aur kinare jal utthe,
Teri meri dosti dekhkar!
Chaand khil uttha,
Taare chamak utthe,
Lehre bhi naach padi,
Teri ek muskan se...
Chaand Sooraj aur taaren,
Hain khubsoorat aur bahut pyaren,
Par unme nahi wo cheezen saaren,
Jo Dosti mein hai humare.